Raaz
Dil k kai razoon se ek raaz batau ga,
Mai apni kahani se ek saaz bnau ga,
Tu chahy na chahy tere Naaz uthau ga,
Mai apni moseeki se teri awaz banau ga,
Tje apna bana k humraaz banau ga,
Kahani sunao ga, baat btau ga,
Aj kalah se tere chehry k sab raaz hatu ga,
Comments
Post a Comment