EXCUSES



Jab baat ho yaar ki to pyar kesa?

jab baat ho pyaar ki to yaar kesa?

Jo kisi ka dil na prh saky wo Fankaar kesa?

Jo nigah se nigah na mila saky dildaar kesa?


Jab cheekh uthay Dil pr khamosh ho diwana,

Or kamoshi hi nah samjhy to wo yaar kesa?

Jab muskuraye dykh kr yaar ko, 

Or yaar na prhy fasana to wo yaar kesa?


Tamashai bn kr betha ho apni hi zindagi mai,

Or smjha na saky yaar to wo yaar kesa?

Jab talash ho hamdard ki or tu boli laga dy,

Or bik nah saky yaar to wo yaar kesa?


Jab baat ho yaar ki to pyar kesa?

jab baat ho pyaar ki to yaar kesa?

Jo kisi ka dil na prh saky wo Fankaar kesa?

Jo nigah se nigah na mila saky dildaar kesa?


Comments

Popular Posts